(Bhajani 170, G, Bihag)
Jai Ganapati Vandana Gana Nayak 2
Teri Chabi Ati Sundar Sukh Dayaka 2
Jai Ganapati Vandana Gana Nayak 2
Tu Char Bhuja Dhari Mastak Sinduri Roop Nirala
Hai Mooshak Vahan Tero Tu…. Hi… Jag Ka Rakhvala 2
Teri Sundar Moorat Man Mein Teri Sundar Murat Man Mein
Too….. Palak Sidhi Vina….yak
Jai Ganapati Vandana Gana Nayak 2
Teri Chabi Ati Sundar Sukh Dayaka
Jai Ganapati Vandana Gana Nayak 2
Man Mandir Ka Andhiyara Tere Naam Se Ho Ujiyala
Tere Nam Ki Jyot Jali To Man … Mein Beheti Sukh Dhara 2
Tero Sumiran Har Pujan Mein Tero Sumiran Har Pujan Mein
Sabse Pehle Hal Da…………yak
Jai Ganapati Vandana Gana Nayak 2
Teri Chabi Ati Sundar Sukh Dayaka
Jai Ganapati Vandana Gana Nayak 2
Tere Naam Ko Jisne Dhyaya Us..par Reheti Sukh Chaya
Mere Roam Roam Antar Mein Ek Tera Rupa Samaya
Teri Mahima Tu Hi Jaane, Teri Mahima Tuhi Jaane
Shiv Parvati Ke….. Ba…..lak
Jai Ganapati Vandana Gana Nayak 2
Teri Chabi Ati Sundar Sukh Dayaka
Jai Ganapati Vandana Gana Nayak 3